Home Chords Chords of 'Khaike paan banaras wala' (Don)
Chords of 'Khaike paan banaras wala' (Don) Print
(6 votes, average 3.83 out of 5)

Tags: Don | Kalyanji Anandji | Kishore Kumar

 Song     : Khaike paan banaras wala 
Movie : Don
Singer(s): Kishore Kumar
Music by : Kalyanji Anandji
Lyric by : ?
Scale : ?
Contributed by: Amol Kelkar, Seattle
 


##Mmmmm prr prr (chews paan)##
Are bhang kaa rang jamaa ho chakaachak
Phir lo paan chabaay
##humm humm## aahaa!

F#
Are aisaa jhatakaa lage jiyaa pe
G#m
Punar janam hoi jay

G#m F# G#m G#m
O khaaike paan banaaras vaalaa - (2)

G#m F# G#m G#m
Khul jaae band akal kaa taalaa
Khaaike paan banaaras vaalaa
Khul jaae band akal kaa taalaa

B B G#m G#m
Phir to aisaa kare kamaal

F# F# G#m F#
Sidhi kar de sabaki chaal

G#m F# G#m G#m
O chhoraa gangaa kinaare vaalaa - (2)

Khaaike...

[Interlude 1]
G#m G#m G#m F#
Trumpet
F# F# F# G#m
Xylophone

Duff

G#m G#m C# C# F# F# G#m G#m
Are raam duhaaiii, kaise chakkar men pad gayaa haay haay haay

G#m G#m C# C# F# F# G#m G#m
Kahaan taang fansaaiii, main to suli pe chadh gayaa haay haay

F# F# F# F#
Kaisaa sidhaa saadaa, main kaisaa bholaa bhaalaa, haan haan!
Are, kaisaa sidhaa saadaa main kaisaa bholaa bhaalaa
Jaane kaun ghadi men pad gayaa padhe-likhon se paalaa

G#m G#m G#m G#m F# F#
Mithi chhuri se, mithi chhuri se huaa halaal

G#m
Chhoraa gangaa kinaare vaalaa - (2)

[Interlude 2]
G#m F# B F [2x]
Xylophone

Ek kanyaa kunvaari hamari surat pe mar ga_i haay haay haay
Ek mithi kataari, hamare dil men utar ga_i haay haay
Kaisi gori gori o tikhi tikhi chhori, vaah vaah!
Are kaisi gori gori o tikhi tikhi chhori
Karake joraa-jori, kar ga_i hamare dil ki chori
O mili chhori to, mili chhori to huaa nihaal
Chhoraa gangaa kinaarevaalaa...




Last Updated on Saturday, 27 February 2010 22:26
 

Do you like this post?   


Related videos

Loading...

 

Visit also...

Support our efforts!

Please consider supporting our efforts.